Mai aur mere zindagi ke 13 Din......mubark ho hindustan ka 2013

Mere itne choti se shahadat ka intazar kar raha tha pura mulak..
abhi tak ghanghor nend me soya hua tha pura mulak..
kitne he mere jaise ladkiyion ne dam thoda hoga....
aaj 68 saalo baad lagta hai...
kuch-kuch jaga hai....HINDUSTAN
Agar kuch karna chahte ho mere khateer.
to bas apane-apane..MAA,BAHEN,BETIYON ke izzat bacha lo...
mere khoon ke kimat kuch dena chahte ho HINDUSTAN.
to apane gharo ke deepak,chirag,honhar...
aur pata nahi kya kya kahte hai....
un ko sanskar ke bhasa sikha do..
hindustan ke ......
hazaro,lakho,maataion ke konkh kaise badnam ho jati hai...
Desh ke maataion ko apani konkh me,
pal rahe bhavsiya ko sahi desha dene hogi..
lagta hai,
mera janam is sansaar me itne he palo aur dino ka tha,
par ab agay koi  bhi naari aise daur se na gujaree...
mere maut ko maut na samjhna....
mujhe tous din he marna tha,par niyati ne mujha zinda rakha....
mai vo gumname ladke hu,
jis ka janam kewal 13 dino ke liye hua tha...
mai 13 dino ke gatha the..
vo pure ho gaye.....ab mai ja rahe hu......aane wala 2013 aap sab ko mubarak ho.

Comments

Popular posts from this blog

Meri Yatra Atal Yatra मेरी यात्रा अटल यात्रा a Play written -Directed By ChandraBhushan Singh

भारत रत्न,महान देशभक्त,प्रख्यात वैज्ञानिक, श्रेष्ठ शिक्षक,विनम्रता और सादगी की प्रतिमूर्ती भारत के पूर्व राष्ट्रपति डा. ऐपीजे अब्दुल कलाम की 2nd पुण्यतिथि पर कोटि कोटि नमन । a concept & Director ChandraBhushan Singh