Desh ro raha hai......?


Aaj desh ro raha hai…..
Kal tak jo desh hil raha tha….
Aaj kuch kuch roya hai….
Aaj desh ke ghar me…
Khana nahi banaya gaya….
Sabhi logo ne aaj bhojan ka trieskar kiya hai….
Desh aaj thanda ke mare kuch bol nahi pa raha hai…
Desh ne maun dharna kar liye hai…..
Kuch aisa hua hai..desh ke sath ke desh sharminda hai..
apane aap par…
Apani jamee par,apne asmaa par,apane samander par…
Desh ne aaj apane aap ko….kai bar aiyene me dekha aur sawal kiya….
Kya mai ne apane he logo ko kuch galat….sandesh de diye hai….
Phir desh us maa..ke pass  pahuncha…..
Jis maa ke konkh se paiyda hue….the..vo  6 log…
Desh kuch der   vaha baith kar roya….
Aur un har ek ke maiyon ke konkh bhi dekhi…..
Desh ne bhi un maaiyon ke ankho me anshu dekhi…..
Vo badnam konkh par ro rahe the……
Desh aaj pure din roye….ro ro kar bura haal ho gaya hai…
Desh ka…..
Lagta hai..aaj desh ke ankho me nend  nahi ayege…..
Desh aaj pure raat intazar karega….
Desh ghum ghum kar har taraf chup chap….
Dekh raha hai..log apane baat ko chup chap….
Mombaati ke roshni kar ke us ke aatama ko roshni de rahe hai….
Log bhi ro rahe hai…..
gum hai..dilo  me sab ke….
vo chahye aam insan ho ya….filmi sitara
sab ro rahe hai……..
aaj raat lagta hai..desh soyega nahi…….soyega nahi.

Comments

Popular posts from this blog

Meri Yatra Atal Yatra मेरी यात्रा अटल यात्रा a Play written -Directed By ChandraBhushan Singh

भारत रत्न,महान देशभक्त,प्रख्यात वैज्ञानिक, श्रेष्ठ शिक्षक,विनम्रता और सादगी की प्रतिमूर्ती भारत के पूर्व राष्ट्रपति डा. ऐपीजे अब्दुल कलाम की 2nd पुण्यतिथि पर कोटि कोटि नमन । a concept & Director ChandraBhushan Singh